Jab Aaina Koi Dekho Ik Ajnabi DekhoJab aaina koi dekho ik ajnabi dekhoKahan par layi hai tumko yeh zindagi dekhoMuhabbaton mein kahan apne waste fursatJise bhi chaho woh chahe meri khusi dekhoJo ho sake toh jyada hi chahna mujhkoKabhi jo meri mohabbat mein kuchh kami dekhoJo door jaaye toh gham hai jo paas aaye toh gham haiNa jaane kya hai woh kambakht aadmi dekhoUjala toh nahi kah sakte isko hum lekinJara si kam toh huyi hai andhkar dekho
Sab Kuchh Mila Mujh Ko Zindagi MeinSab kuchh mila mujh ko zindagi meinMagar ek pyar na mila kisi kaSab mujhko samajhte hain apna humdardMagar ek aitbaar na mila kisi ka
Patjhad Mein Sukhe Patte Ki TarahPatjhad mein sukhe patte ki tarahMeri yeh zindagi bhi dagmagati haiHain raahe hi raahein main dekhun jidharKahin manzil najar na humko aati hai
Mehakti baharo me tumhe Phuulon ki tarah dekha haiMehakti baharo me tumhe phuulon ki tarah dekha haiBaraste sawan me tumhe buundo ki tarah dekha haiSaja rakhe hai jo khwab apni zindagi ki raho meUn raho me tumhe apni dulhan ki tarah dekha hai
Tarasti nazaron ki pyas ho tum, ShayariTarasti nazaron ki pyas ho tumTadapte dil ki aas ho tumBujti zindagi ki sas ho tumPhir kaise na kahu?.. kuch khas ho tum
Sitam ko humne berukhi samjhaSitam ko humne berukhi samjhaPyaar ko humne bandagi samjhaTum chaahe hume jo bhi samjhoHumne to tumhe apni zindagi samjha